Ghamand Kar – Sachet Tandon

Bhawani ke bbye utha lo bhuja ko

Satyagini ko mastak saja lo
Swaha ho shatru prachand macha do

Dhamak dhamak veer path

Desh ka path jeet path
Kadmon ki taal se
Dhool ka baadal saja
Shatru ke lahu se
Dharti ka shringar kar
Desh par prahaar hai
Prahaar kar, prahaar kar

Ghamand kar prachand kar

Tandav sa yuddh kar
Yuddh kar bhayankar 

Ghamand se chalo
Na daro na giro
Kaat sabko dil se
Jeet ki oar chalo

Ghamand ki pukaar hai

Daro na daro
Dal-dal mein lahu ke
Badh chalo, badh chalo

Ghamand hi tere

Sheesh ka shringar hai
Cheer sheesh sabke
Badh chalo, badh chalo

Ghamand se chalo

Na daro na giro
Kaat sabko dil se
Jeet ki oar chalo

Rakt girega maati taregi

Pyaas bujhegi ho
Dushman katega dharti sajegi
Desh sajega ho


Ghamand Kar Song Detail

Film/Album: Tanhaji
Lyrics by: Anil Verma
Singer: Sachet Tandon, Parampara Thakur
Composer: Sachet Parampara